Thursday, January 7, 2010

Shyari Sms

Parva karta khovani maja kai alag 6e,
Bandh Ankho thi jovani maza alag 6e,
Aansu shabd banya ne bani gazalo,
pan koi ni yadd ma jivava ni maza j kai alag 6e.

-----------------------------------------------------------------------------------

Kahete hai k kisi ko dil se yaad karo to
asman se 1 tara girta hai,
1 din aapki wajah se aasman me tare na
rahe to ilzam aap par nahi hamara aayenga.

-----------------------------------------------------------------------------------
Khuda se kya mangu tere vaaste,
Sada khushiyon se bhare ho tere raaste,
Hansi tere chehre pe rahe is tarah,
Khushboo phool ka sath nibhati hai jis tarah.

--------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pyaar se tokhar khayi,
Zindagi ne bhi baut sataya,
Ankhe bhi rote rote tak gayi,
Phir samaj me aya, ki kuch log hameri hota hi nahi, to phir bhi kyoi une hi apnaya……
Javab dudti hu, nahi milta, rona ko kahi kandha bhi nahi milta, sooch sooch kar tak gayi, per phir ek din ek thandi hawa ka joka aya, sar duk aur gum uda le gaya,

Shayaad badi der is samah aya ki gum ke baad kushi bhi atti, aur agar kushi tere jassi ho, to khuda kare gum aye………

--------------------------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment